A lively celebration of love and infatuation, this vibrant melody captures youthful exuberance, playful romance, and the thrill of new feelings.
Ek Ladki Deewani Si - Song Lyrics
Ek ladkee deewaanii see
Dil le gayi, le gayi, le gayi
Is mein kya, bolo yaaron
Hai meri khataa?
(are nahin, nahin, nahin, nahin, nahin, nahin)
(ye to hota hee rahata hai)
(yahi chaahat hai deewaane)
Read More >>
(kya tujko nahin pata?)
Ho, ek ladkee deewaanii see
Dil le gayi, le gayi, le gayi
Is mein kya, bolo yaaron
Hai meri khataa?
(are nahin, nahin, nahin, nahin, nahin, nahin)
(ye to hota hee rahata hai)
(yahi chaahat hai deewaane)
(kya tujko nahin pata?)
Ek ladkee deewaanii see
Rose raste pe dikhti hai
Zulf laharaati firtee hai
Honth muskaate rahete hain
Baath aankhon se karti hai
'gar nazar tumko aa jae
Pata tum uska le lenaa
Agar aisa naa ho paayaa
Hamaaraa number de denaa
Hae, 5212 kya, kya tha
Number bhee bhula dekho
Is mein kya, bolo yaaron
Hai meri khataa?
(are nahin, nahin, nahin, nahin, nahin, nahin)
(ye to hota hee rahata hai)
(yahi chaahat hai deewaane)
(kya tujko nahin pata?)
Ek ladkee deewaanii see
(oe-hoe, kya baath hai)
Nazar se jaise bijlee hai
Figure se jaise machhlee hai
Zaraa see bahaki-bahaki hai
Zaraa see machali-machali hai
Vo shamaa hai, hum paravaane
Uski soorat ke deewaane
Uske sadake mein apana sar
Jhuka kar jal jaanaa jaane
Dil uski raahoon mein ye
Mit jaane ko karthaa hai
Is mein kya, bolo yaaron
Hai meri khataa?
(are nahin, nahin, nahin, nahin, naa, naa)
(ye to hota hee rahata hai)
(yahi chaahat hai deewaane)
(kya tujko nahin pata?)
Ho, ek ladkee deewaanii see
Dil le gayi, le gayi, le gayi
Is mein kya, bolo yaaron
Hai meri khataa?
(are nahin, nahin, nahin, nahin, nahin, nahin)
(ye to hota hee rahata hai)
(yahi chaahat hai deewaane)
(kya tujko nahin pata?) haan